FasTag kya hain ?
FasTag ek Electonic
Toll Collection System jo India me Lago ho chuka hain 1st December 2019 se aur is kam ko National Highway Authority of India ke under me run kia ja raha he.
FasTag hone ke wajah se tollgate or tollplaza par kisi ko bhi rukna nehi parega,Is FasTag ki wajah
se koi bhi traffic jam bhi nehi hone wala he.
FasTag
kaha Milega-
Agar aapke pas four
wheeler hain to aapko FasTag lena Compulsory hain.Aap FasTag ko online or
offline dono tarika se bana sakte hain.Agar aap online banana chahte ho to
sabse easy tarika hoga PayTm se Order karna.Aap kaise PayTm se apply karenge
sab details niche diye video me mil jayega.
Video Link of FasTag
apply Online-
Agar app offline
banana chahte hain to app tollgate se bhi bana sakte ho But wo process thoda
time consuming hoga,So agar aap banana chahta he to bana sakte ho.
Documents
kya Lage ga?
Fastag banane ke
liye aapko only-
1. RC of Vehicle
2. Any ID Proof
Conclusion-
Agar app ek four
wheeler ke owner ho to aap jaldi hi FasTag ko bana lijiye. Fastag abhi compulsory kar
dia gya he.Agar banane me der hoga to bad me kabhi bhi tollgate crossing ke
time aapko bahut time wait karna ho sakta hain.
Thank You
Thank you sir ..
ReplyDeleteThank you ☺️
Delete08826321698
ReplyDelete5400834653
Delete😉😉
ReplyDeleteHow do I change IFSC code in pm kishan. I am not a self register farmer. I have no edit option in details
ReplyDelete